How To Enable Adsense Due To Invalid Click Activity | Invalid Click Activity Appeal Form Fill

How To Enable Adsense Due To Invalid Click Activity

How To Enable Adsense Due To Invalid Click Activity | Invalid Click Activity Appeal Form Fill
How To Enable Adsense Due To Invalid Click Activity | Invalid Click Activity Appeal Form Fill

Hello dosto mai pankaj kumar swagat karta hu apka ek or interesting post me. Dosto aj ki post apke liye bahut hi jyda useful hone wali hai kyoki aaj ki es post me mai ap logo ke liye ek bahut hi interesing topic lekar ke aya hu. To puri post dhyan se pade..

Dosto youtube ke bare me aaj kal kon nhi janta. Agar ap ko youtube se paise kamane hai to apko youtube pr 1000 subscribers or 4000 hours ka watch time complete karna padta hai. Or fir apka channel under review me jata hai monetization ke liye. Or agar apka channel monetize ho jata hai to apki earning bhi start ho jati hai. But ye sab karne ke liye apko youtube ke sabhi rules follow karne hote hai. Jaise ki maine apko abhi bataya.

Invalid Click Activity Appeal Form Fill


Dosto monetization on hone ke baad bhi kuch problems rahti hai.. Agar apka channel monetize ho jata hai to apko dhyan rakhna hota hai ki kahi apke channel par invalid click activity to nhii ho rhi hai. Agar ho rahi hai to apko bilkul satark ho jana chahaiye. Kyoki agar apke channel par invald click activity hui to apka channel dimonetize ho jayega or apki earning band ho jayegi.. Or fir dobara se ap apna channel monetize nahi kara sakte hai. Ap appeal form bhar sakte hai.. Agar apka apna channel monetize karana hai to. But 5 se 10% chance hi hote hai ki apka channel monetize ho jaye.

To aj ki es post me mai apko yahi batane wala hu ki agar apka channel demonetize ho gya hai to ap use inable karane ke liye kya kar skte hai. To esliye liye apko ek form bharna hota hai bo kis tarah se bharte hai. Aaiye jaan lete hai.

To sabse phle apko niche ek link diya hai maine apko link par click karna hai. Uske baad apko kuch steps follow karne hai. Ap image me dekh sakte hai.




Ab es image me Jo Option Apko diye gye hai Bo apko thik se sabhi fill karne hai. Bas apko kuch change karne hai. jaise ki 

Es image me jaha name likhe hai waha apko apne youtube channel ka name dena hai jiska monetization disable hai.. 

Second Option me Apko apni youtube channel ki email deni hai jiska monetization disable hai.

 
Or 3rd wale option me apko Apne channel ka url Dena hai jiska monetization disable hai.

Baki Sab apko same rahne dena hai Okk.. 

Niche di gyi link par click karne sabhi Question download kr sakte hai.. 

Click Here - Download

Or submit par click kar dena hai apka form fill ho jayega. uske bad adsence apko 24 hours ke bad mail karega agar possible hoga to apka channel dobara se monetize ho jayega nhii to nhii hoga.. 10% hi chance hai only.. 

To ummeed karta hu apko ye post ache se samjh me ayi hogi agar fir bhi koi dikkat ho to ap video dekh sakte hai.. ..


Previous Post Next Post

Contact Form